Wednesday, May 7, 2008

SHAYARI

KAJAL BANKE TERI AANKHO MEIN SAMANE KI TAMANNA HAI,
DAWA BANKE TERE DARD MITANE KI TAMANNA HAI,
YUN TO HAASIL HAI ZAMANE KI HAR CHEEZ MUJHE,
SIRF EK BAAR TUJHE DULHAN KE ROOP MEIN PAANE KI TAMANNA HAI
©
JAZBAT-E-ISHQ NAKAAM NA HONE DENGAY,
DIL KI DUNIYA MEIN KABHI SHAAM NA HONE DENGAY.
PYAR KA HAR DARD APNE SAR LENGAY,
PAR AAPKO KABHI ASHK NA BAHANE DENGAY
©
YUN ACHANAK SE AA JAATI HO SAAMNE,
KE MAIN KUCH BHI KEH PAATA NAHI,
KYA KAHU TERE HUSN KE SAJDE MEIN,
KE KOI SHER BHI YAAD AATA NAHI...
©
CHALO TUMHARE PYAR PAR YAKEEN KARTE HEIN
DIL KYA YEH JAAN TUM PAR QURBAAN KARTE HEIN
BUS TUM MERE DIL KO DHUKANA MAT
BUS YEHI TUMSE HUM FARYAAD KARTE HEIN
©
TUM BAHOT KHOOBSURAT HO,
JISE DILME BASA LIA HAI,
TUMSE KHOOBSURAT HAI TUMHARI AANKHEIN,
JISE DEKHNE KO JI CHAHATA HAI,
AANKHO SE KHOOBSURAT HAI MUSKAAN TUMHARI,
BAS PAHELI NAZAR ME BANA DIA DIWANA HAME
©

SHAYARI

KAJAL BANKE TERI AANKHO MEIN SAMANE KI TAMANNA HAI,
DAWA BANKE TERE DARD MITANE KI TAMANNA HAI,
YUN TO HAASIL HAI ZAMANE KI HAR CHEEZ MUJHE,
SIRF EK BAAR TUJHE DULHAN KE ROOP MEIN PAANE KI TAMANNA HAI
©
JAZBAT-E-ISHQ NAKAAM NA HONE DENGAY,
DIL KI DUNIYA MEIN KABHI SHAAM NA HONE DENGAY.
PYAR KA HAR DARD APNE SAR LENGAY,
PAR AAPKO KABHI ASHK NA BAHANE DENGAY
©
YUN ACHANAK SE AA JAATI HO SAAMNE,
KE MAIN KUCH BHI KEH PAATA NAHI,
KYA KAHU TERE HUSN KE SAJDE MEIN,
KE KOI SHER BHI YAAD AATA NAHI...
©
CHALO TUMHARE PYAR PAR YAKEEN KARTE HEIN
DIL KYA YEH JAAN TUM PAR QURBAAN KARTE HEIN
BUS TUM MERE DIL KO DHUKANA MAT
BUS YEHI TUMSE HUM FARYAAD KARTE HEIN
©
TUM BAHOT KHOOBSURAT HO,
JISE DILME BASA LIA HAI,
TUMSE KHOOBSURAT HAI TUMHARI AANKHEIN,
JISE DEKHNE KO JI CHAHATA HAI,
AANKHO SE KHOOBSURAT HAI MUSKAAN TUMHARI,
BAS PAHELI NAZAR ME BANA DIA DIWANA HAME
©

PYAR KA RISHTA

"na chupana koi baat dil me ho agar,
rakhna thoda bharosa tum hum par.
hum nibhange pyar ka rishta is kadar,
ki bhulane par bhi na bhula paoge hume zindagi bhar."

PYAR KA RISHTA

"na chupana koi baat dil me ho agar,
rakhna thoda bharosa tum hum par.
hum nibhange pyar ka rishta is kadar,
ki bhulane par bhi na bhula paoge hume zindagi bhar."

Take care my friend...

Take care my friend . . .
Take care my friend,
I miss talking to you.
And laughing with you,
And sharing moments,
that makes being with you soo special..
Take care my friend.
Becoz- theres all wrong
with a day when u r not here.
Somethings missing.
And inspite of myself..
I listen for your laugh
and watch for you face in the crowd.
Stand by the door
waiting all day
thinking.. maybe you will drop by..
Take care my friend
becoz i cant help thinking
how lonely it is without you
and how nice it would be to have you here..
But most of all.. Take care.
becoz you matter to me . . .
Poem by – Unknown

Take care my friend...

Take care my friend . . .
Take care my friend,
I miss talking to you.
And laughing with you,
And sharing moments,
that makes being with you soo special..
Take care my friend.
Becoz- theres all wrong
with a day when u r not here.
Somethings missing.
And inspite of myself..
I listen for your laugh
and watch for you face in the crowd.
Stand by the door
waiting all day
thinking.. maybe you will drop by..
Take care my friend
becoz i cant help thinking
how lonely it is without you
and how nice it would be to have you here..
But most of all.. Take care.
becoz you matter to me . . .
Poem by – Unknown

Monday, May 5, 2008

Urdu Shayari - Urdu Sher - Romantic Urdu Shayari

Urdu Shayari - Urdu Sher - Romantic Urdu Shayari - SMS Urdu Shayari



meray dil main bi kuch kwahishain hain
mian bi bohut kuch teray naam pay sochna chahti hoon
aam bohut aam si lerki hoon
aur teray khwab jagti aankhoon say dekhna chahti hoon
main bi chahti hoon teray kuch lumhay faqt meray wastay hoon
aik ho manzil teray meray rastay hoon
kai baar main teay uthtay qadam rokna chahti hoon
bohut khamoshi hai kuch bolna chahti hoon
lakin
ik khuf terkay tualuk ka meray damangeer hai
meri aana meray kadmmon main peri zanjeer hai
kay khud ko kho ker kisi ko pana meri fitert nahi hai
bohut aam sahi main lakin yeh bi haisiiat nahi hai
kay khud ko kho to main ik lumha na jee paoon gi
tum gunnwah bi diya to chund din main behul jaoon gi
kay tum
chahat ho meri sherta.e. zindagi nahi ho
pehly kwahish ho mager aakhri nahi ho