Saturday, January 15, 2011

Shers.In

Shers.In


Pass Aane Se Kabhi Dil Nahi Milte

Posted: 15 Jan 2011 04:18 AM PST

Pass Aane Se Kabhi Dil Nahi Milte,
Door Rahne Se Kahin Dil Nahi Milte,

Hai Ek Baat Sahi Ke Is Duniyaa Mein,
Sab Kuchh Mile Magar Dil Nahi Milte,

Hai Khrida Tune Jism Dil To Nahi,
Kimat Chukane Se Yahan Dil Nahi Milte,

Kaise Hogi Basar Tamam Umar Saath Saath,
Jab Tak Hum Dono Ke Dil Nahi Milte,

Kar Gaya Dil Mein Ghar Bas Ek Nazar Se,
Koin Kahta Hain Ke Nazar Se Dil Nahi Milte,

Hain Beskimati Rakhna Hifajat Se Ise,
Hum Jaise Diwaano Ke Dil Nahi Milte,

Saari Duniya Ghum Kar Wo Aaya Is Natije Par,
Talim Unchi Lene Se Dil Nahi Milte,

Bar Le Dusro Ke Bhi Gam Apne Dil Mein,
Itne Bade To Janab Yanha Dil Nahi Milte,

Dil Hi Jaane Dil Ke Andar Kiya Hain,
Bure Dil To Hai Nek Dil Nahi Milte,

By Nitin Khatarker


Wahan Mujhe Rehne Do

Posted: 15 Jan 2011 04:11 AM PST

Jahan Mere Mehboob Ki Hasti Hai, Wahan Mujhe Rehne Do,
Ary Logon! Surat-E-Sanam Ko Dekh Kar, Mujhe Apne Dil Wo Jigar Ka Shigaaf Seney Do!,

Jo Main Nay Tanhai, Biyaban Wo Qeed-E-Zindan Ko Chuna Hai, Apni Zindagi Ke Liye,
Ary Jo Taklifeen, Afateen Wo Azab Chuna Hai, Khud Ke Liye In Ka Zaher Mujhe Piney Do.

Na Tahaqib Karna “Haseeb” Ko Agar Tum Ko Howi Zarorat Meri,
Hey! Mujhko Mere Yar Ki Yaad Ke Sath Mout Ke Mon Main Soney Do.

By Mirza Haseeb


Zindagi Se Pareshan Hai Log Iss Jahan Mein

Posted: 15 Jan 2011 04:00 AM PST

जिन्दगी से परेशान हैं लोग इस जहान में,
जिन्दगी जी कर दिखाने वाला कोई-कोई है,

नफरत ही नफरत है हर दिल में आजकल,
पैगाम मोहब्बत के पढ़ने वाला कोई-कोई है,

दोस्त तो बहुत मिल जाते है हर राह में,
पर दोस्ती निभाने वाला कोई-कोई है,

ना जिन्दगी चाहती है ना मौत मुझे,
यहाँ रावल को समझ पाने वाला कोई-कोई है,

By Rawal Kishore


No comments:

Post a Comment