Friday, January 30, 2009

General Shayaris

hakikat na pooch mere fasane ki, tere badlte hi badal gayi nazar zamane ki, log kehte hai khush hoon mai, par meri to adat hai gum mai bhi muskurane ki.
---------------------------------
Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar AayiMere Pairon Mein Zanjeer Nazar AayiGir Pade Aansu Aankhon SeAur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayi
---------------------------------
Kabhi Dil Ko Kabhi Shamma Ko Jala Kar RoyeTeri Yaad Ko Dil Se Laga Kar RoyeRaat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya SariChand Ko Teri Tasveer Banaker Roye
---------------------------------

Ghalib Best Shayaris

dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ?aaKHir is dard kee dawa kya hai
ham haiN mushtaaq aur woh bezaarya ilaahee ! yeh maajra kya hai ?
--------------------
maiN bhee muNh meiN zabaan rakhta hooNkaash ! poocho ki "muddaa kya hai" ?
aah ko chaahiye ik 'umr asar hone takkaun jeeta hai teree zulf ke sar hone tak ?
----------------
haiN aur bhee duniya meiN suKHanwar bohot achchekehte haiN ki 'GHalib' ka hai andaaz-e-bayaaN aur
-----------------

Thursday, January 29, 2009

Urdu Sms - Urdu Romantic Sms

Urdu Sms - Urdu Romantic Sms


Love Guru : Iss ishq mein hum jaage bhi aur soye bhi,
Muskuraye bhi aur roye bhi,
Tamanna hai tum milo kabhi,
Tumhe paane ki aarzoo hai aur chahat hai.

Love Guru : Mohabbat ke bina jindagi fizool hai,
Par mohabbat ke bhi apne usool hai,
Mohabbat me bahut ulfat hai,
Par aap ke liye sab kubul hai.

Thursday, January 15, 2009

Urdu Ghazal - Urdu Shayari - Urdu Sher

Urdu Ghazal - Urdu Shayari - Urdu Sher

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to

Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey

Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho

Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho

Urdu Ghazal - Urdu Shayari - Urdu Sher

Urdu Ghazal - Urdu Shayari - Urdu Sher

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to

Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey

Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho

Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho

Urdu Ghazal - Urdu Shayari - Urdu Sher

Urdu Ghazal - Urdu Shayari - Urdu Sher

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to

Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey

Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho

Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho

Tuesday, January 13, 2009

Uudu Sms - Urdu Funny Sms

Uudu Sms - Urdu Funny Sms



How did an intelligent boy propose to a girl,
He took the girl along with him on a boat and in,
the middle of the river said:
"Love me or leave the boat.

2 eyes are best friends.
Both blink together, move,
Cry, see & sleep together,
But if they see a girl only 1 blinks,
Moral:A girl can break any relation.

Saturday, January 10, 2009

Urdu Ghazal - Urdu Romantic Ghazal - Urdu Romantic Shayari

Urdu Ghazal - Urdu Romantic Ghazal - Urdu Romantic Shayari



Zindagani ki hakikat ko batane wala
Koi mil jae mujhe aks dikhane wala

Chauk jata hai hatheli ko meri dekh ke kyun
Sabke hatho ki lakiro ko batane wala

kudrati khel ka nayab namoona ye hai
Rotaa rahta hai sada sabko hasane wala

Mere dushman too mujhe maar magar pehle hi
Ja use mar jo hai mujhko bachane wala

Ab iradoo ki mai kasti ko bachaoo kaise
Loot letaa hai mujhe nav chalane wala

Kis tarah mulk ki tasveer savar payegi
Rahnuma ho gaya dange ko karane wala

Mai usooloo pe sada chalte rahooga 'shahid'
Koi mil jae mujhe rah dikhane wala.

Sad Ghazal - Dardbhari Ghazal - Sad Shayari

Sad Ghazal - Dardbhari Ghazal - Sad Shayari



Unko tasavoorat me aane nahi diya
Halat ne ye lutf uthane nahi diya

Gam mere sath sath bahut door tak gaye
Sikwa magar Zaban pe aane nahi diya

Dastaar gir gai to gire sar to bach gaya
kuch behiso ko zarf khuda ne nahi diya

Tha kitna dil shikan teri yadoon ka marhala
Aankhon ko phir bhi ashk bahane nahi diya

Majbooriyon ne pao mein zanjeer daal dee
Hamne khusi se apko jane nahi diya

Mai khud hi apni rah ka pathar bana raha
Aisa nahi sath dua ne nahi diya

'shahid' meri saada dilo ne khabhi mughe
Aena doosto ko dikhane nahi diya.

Sad Ghazal - Dardbhari Ghazal - Sad Shayari

Sad Ghazal - Dardbhari Ghazal - Sad Shayari



Unko tasavoorat me aane nahi diya
Halat ne ye lutf uthane nahi diya

Gam mere sath sath bahut door tak gaye
Sikwa magar Zaban pe aane nahi diya

Dastaar gir gai to gire sar to bach gaya
kuch behiso ko zarf khuda ne nahi diya

Tha kitna dil shikan teri yadoon ka marhala
Aankhon ko phir bhi ashk bahane nahi diya

Majbooriyon ne pao mein zanjeer daal dee
Hamne khusi se apko jane nahi diya

Mai khud hi apni rah ka pathar bana raha
Aisa nahi sath dua ne nahi diya

'shahid' meri saada dilo ne khabhi mughe
Aena doosto ko dikhane nahi diya.

Sad Ghazal - Dardbhari Ghazal - Sad Shayari

Sad Ghazal - Dardbhari Ghazal - Sad Shayari



Unko tasavoorat me aane nahi diya
Halat ne ye lutf uthane nahi diya

Gam mere sath sath bahut door tak gaye
Sikwa magar Zaban pe aane nahi diya

Dastaar gir gai to gire sar to bach gaya
kuch behiso ko zarf khuda ne nahi diya

Tha kitna dil shikan teri yadoon ka marhala
Aankhon ko phir bhi ashk bahane nahi diya

Majbooriyon ne pao mein zanjeer daal dee
Hamne khusi se apko jane nahi diya

Mai khud hi apni rah ka pathar bana raha
Aisa nahi sath dua ne nahi diya

'shahid' meri saada dilo ne khabhi mughe
Aena doosto ko dikhane nahi diya.

Urdu Ghazal - Urdu Romantic Ghazal - Urdu Nazm

Urdu Ghazal - Urdu Romantic Ghazal - Urdu Nazm



Gazab ka husno sabab bekha
zameen par mahtab dekha

Khiza raseeda chaman mein aksar
Khila khila sa gulab dekha

Kisi ke rukh pe parisa gesoo
kisi ke rukh pe nakab dekha

Wo aae milne yakin kar loo
Ki meri aankho ne khwab dekha

Lo tooti tauba lo chhanke sagar
Jo unko peete sarab dekha

Na dekhoo roze hisab ya rab
Zamee pe jitna azab dekha

Milega insaf kaise 'shahid'
sadakto pe nakab dekha.

Urdu Ghazal - Urdu Romantic Ghazal - Urdu Nazm

Urdu Ghazal - Urdu Romantic Ghazal - Urdu Nazm



Gazab ka husno sabab bekha
zameen par mahtab dekha

Khiza raseeda chaman mein aksar
Khila khila sa gulab dekha

Kisi ke rukh pe parisa gesoo
kisi ke rukh pe nakab dekha

Wo aae milne yakin kar loo
Ki meri aankho ne khwab dekha

Lo tooti tauba lo chhanke sagar
Jo unko peete sarab dekha

Na dekhoo roze hisab ya rab
Zamee pe jitna azab dekha

Milega insaf kaise 'shahid'
sadakto pe nakab dekha.

Friday, January 9, 2009

Urdu Ghazal - Urdu Nazm - Urdu Dardbhari Ghazal

Urdu Ghazal - Urdu Nazm - Urdu Dardbhari Ghazal



Phir Aaeena - E - aalam shayad ke nikhar jaye
Phir apni nazar shayad taa hadde nazar jaye

Sahra pe lage pahre aur kufl pade man par
Ab shahar badar hokar deewana kidhar jaye

Khake rahe jana par kuch khoo hai giro apna
Is fasl mein mumkin hai yeh karz utar jaye

Dekh aayein chalo hum bhi us bazm mein sunte hain
Jo khanda balab aae woh khak basar jaye

ya khauf se dar gujaren ya ja se gujar jayein
marna hai ki jeena hai ik bat thahar jaye

Urdu Gazal - Urdu Sad Gazal - Urdu Sad Shayari

Urdu Gazal - Urdu Sad Gazal - Urdu Sad Shayari



Mere ashq jitne nikalte rahe
Diye meri palko pe jalte rahe

Wo lamho ki kaisi mulakat thi
Ki taa jeesta arma machalte rahe

Wo shikve gile karke chup ho gaye
Magar karvaten hum badalte rahe

Kisi ne bujhane ki kosis na ki
Jo ghar jal rahe the wo jalte rahe

Nasheman hamara jala to jala
tumhare to arma nikalte rahe

'Shoeb' jalne walon ka kya tajkira
sada jalne wale to jalte rahe.

Wednesday, January 7, 2009

Joke of the century

Once 3 Sardars decided to go on a picnic.

When they got there, they realized that they had forgotten the soda.
The youngest Sardar said he would go home & get it if they wouldn't eat the snacks until he got back.
The other two agreed to wait patiently.
An hour went by,

Then a Day,
followed by a week,
a month,
finally a year...


the 2 Sardars said
'oh, come on, let's eat the snacks'

.....
....
....
....
....
....
.....
.....
.....
.....
.....
.....
.....
.....
.....
.....
.....
.....

Suddenly the Young Sardar popped up from behind a rock and said


'If you do like this, I won't go.'

Read it carefully upto the bottom!................Its funny & Interesting !!!!!!!!!

7 Auditors and 7 Doctors are going from PUNE to Mumbai.

So they both gather at Pune Station.

Both groups are desperately trying to prove their...............
superiority.


SCENE 1 (PUNE- MUMBAI) :

7 Auditors take only 1 Ticket and 7 doctors buy all 7 tickets..

Doctors are desperately waiting for TC to come......

When TC arrives,
All 7 Auditors get in one toilet So when TC knocks ,

one hand come out with the ticket and the TC goes....... away....

NOW on return Journey All of them don't get a direct trainto PUNE.

So they all decide to take a Passenger till Lonavala, from there they
can easily get a LOCAL to PUNE


SCENE 2 (MUMBAI - LONAVALA) :

Doctors decided, "this time we will prove that we too are equal"....

All 7 Doctors take 1 Ticket................ Auditors don't buy any ticket

at all!!!!!........................TC arrives....

ALL DOCTORS IN ONE TOILET.ALL AUDITORS IN THE OPPOSITE ONE..

One Auditor gets out and knocks the door of Doctors toilet, One hand
comes with the tickets,
he takes the ticket and comes in Auditors Bathroom...

TC DRIVES out ALL the doctors from the toilet and they are heavily fined !


SCENE 3 ( LONAVALA) :

SO now both the group r on LONAVALA station.

Doctors planning their move for last chance, they board the
local to Pune.

This time doctors decide that they will play the same(1 ticket) trick.

ALL Doctors take 1 tickets...................Auditors BUY all 7
tickets this time..............

SO TC Comes.. All Auditors showed their tickets.....

Doctors are still searching for toilet in the...............LOCAL
train...........


Conclusion: Technically intelligent people are geniuses, don't mess
with ................Auditors.

This is priceless !!!!!!!!!!!!!!

A married couple in their early 60s was celebrating their 40th wedding anniversary in a quiet, romantic little restaurant.
Suddenly, a tiny yet beautiful fairy appeared on their table.
She said, 'For being such an exemplary married couple and for being loving to each other for all this time, I will grant you each a wish.'
The wife answered, 'Oh, I want to travel around the world with my darling husband.'
The fairy waved her magic wand and - poof! - two tickets for the Queen Mary II appeared in her hands.
The husband thought for a moment: 'Well, this is all very romantic, but an opportunity like this will never come again.
I'm sorry my love, but my wish is to have a wife 30 years younger than me.'
The wife, and the fairy, were deeply disappointed, but a wish is a wish.
So the fairy waved her magic wand and poof!...the husband became 92 years old.
The moral of this story: Men who are ungrateful should remember
fairies are female.....

General Shayaris

Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga..Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main..Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain..Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main...

ishq ka dard uthega tere dil mein bhi kabhi naa kabhi,tu bhi muzhe chahegi dil-o-jaan se kabhi naa kabhi,gar mein tuzhe paa naa sakaa to shayad kuch gam naa hoga muzhe,par tu muzhe paayegi is janam mein kabhi naa kabhi,

iss jahan mein kab kisi ka dard apnatay hain logrukh hawa kar dekh kar aksar badal jatay hain log

Bewafa Shayaris

kabhi to ki hogi chand ne suraj se mohabbat tabhi to chand me daag hai mumkinn hai ki hogi suraj ne bewafai tabhi to suraj mein itni aag hai

Humare samne humari mehfil main aye baithe hain,Apne haathon ko sine se lagaye baithen hain,humne poocha ke haaton main kya hai,Bahana bana diya, haathon main mehndi lagye baithe hain.

UNKA KHWABO ME AANA UNKA KASUR THA, UNSE DIL LAGANA HAMARA KASUR THA, WOH AYE THE MERI ZINDAGI ME PAL DO PAL KE LIYE, UNKO ZINDAGI SAMAJ LENA HAMARA KASUR THA.

Saturday, January 3, 2009

Sona Ghaat Ka Pujari

Recently I have visited urdu rasala and found very interesting novel. I was not able to stop me till finishing reading the end of that novel. Its name is Sona Ghaat Ka Pujari. I have given this link here for those might be interested to read them too. Be careful, you have to login before you can read it. Registartion is however free for everyone.

The story of this novel moves around a person who is fond of adventures. While working as Govt. Servant, he was involved in the secrets of a Pujari having so many tales famous about him. He was living a solid life even after his death.

The hero then started his journey to reveal this truth and finally encounter with so many magical powers. Some times against them and mostly being a slave of them. No doubt, it has been a great urdu novel I have ever read.

Another novel that I have started at UrduRasala.com is Soloman. There are only two episodes uploaded yet. But this story is picking its peak.