Monday, August 25, 2008

Hasina Shayari

ankhein aisi ki kamal tum se nishani mange,zulf aisi ki ghata sharma ke pani mange,jism aisa ke ajanta ka amal yaad aaye,jab bhi tujhe dekhoon sangemarmar mein dhala taj mahal yaad aaye
Chaira pay ghul gaya haseen chandani ka noor.aankahoo may hain chamakti jawan raat ka soroor.gardan hain ek jhooki dali,dali gulab ki.

Gulabo ko shikayat hai unke hotho ki rangat se, chaand ki haalat bhi badhaal ho rahi hai, unse kahna apne hoor ka ek noor gira jaaye, dekho to haseenaye kangaal ho rahi hai.

No comments:

Post a Comment