Monday, March 2, 2009

Urdu SMS - Urdu Romantic SMS

Urdu SMS - Urdu Romantic SMS



Palko pe aake rukjate hai ye aansu,
Tanha pakar beh jate hai aansu,
Dil to bahut karta hai gum batlaun aap se,
Par aap ko hasta dekh shukh jate hai ye anshu.

Har ghadi tumhara intezar karta hu,
Khabhi juda na ho yahi fariyad karta hu,
Mai mar kar bhi tera sath na chhoduga,
Aai jaan mai tum se bahut pyar karta hu.

No comments:

Post a Comment