Saturday, April 12, 2008

EK BAAR...

Ek Baar....

Nigahon se nigahen mila kar to dekho,

Naye logon se rishtaa bana kar to dekho,

Khamoshi se khwahishein nahi hoti puuri,

Dil ki baat bayaan karke to dekho,

Aasmaan simat jayega tumhari baahon mei,

Zara chahat ki baahein faila kar to dekho...!!”

No comments:

Post a Comment