Friday, December 31, 2010

Shers.In

Shers.In


Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye

Posted: 31 Dec 2010 03:55 AM PST

Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Kuch Is Tarah Hum Ghayal Hue…
Jaise Suraaj Ke Pyaar Mein Chandni Sharmaye,
Dur Thaa Suraj… Par Uski Kirane…Chand Ko Chuti Thhi,
Dur Thhi Wo Hamse… Par Unke Ahaat Hame Jhinjhod Tee Thhi,

Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Madhosh Hawa…Kuch Is Tarah Chali, Sarey Panno Ku Ulaath Gaye,

Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Unko Yaad Karkey Khud Mein Khote Thhi,
Kabi Tanhai Se..Kabi Parchaye Se Kehtee Thhi,
Dil Se Nikle Alfazzo Ko Pero Ke,Unpe Sheer Hum Lekhtee Thhi,
Khud Ko Unke Yaad Mein Bheego Ke, Chan Lamhey Hum Jeete Thhi,

Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Kuch Is Tarah Unke Yaad Aye…
Na Janey Kyun Bay Rukhe Chaye, Na Janey Kyun Unke Yaad Aye,
Na Mil Sakey Hum Unse, Kuch Mazbooriya Darmiyani Aye,

Kuch Is Tarah Tanhai Chayi…
Kuch Is Tarah Tanhai Chayi…
Unke Ankho Mein Be Name Thhi, Kami Dono Ke Pyaar Mein Nahi Thhi,
Izlaam Unhe Kaise De Is Ruswaye Ka, Jab Unke Dekhney Ke Adaa Wahi Thhi,
Kuch Is Tarah Unki Yaad Aye…

By Neelu


Aapka Sath Na Chhod Payenge

Posted: 31 Dec 2010 01:30 AM PST

Zindagi Bhar Aapka Sath Na Chhod Payenge,
Aap Samjhte Hai Hum Aapko Bhul Jayenge.
Har Koi Nahi Hota Hum Jesa,
Yeh Aap Kisi Din Khud Jaan Jayenge.

By Poonam Deswal


Kismat Ki Lakeeron Mein Bus Dard Likhe Hain

Posted: 31 Dec 2010 01:15 AM PST

Kismat Ki Lakeeron Mein Bus Dard Likhe Hain,
Meri Aankhon Ko Aansoon Tuhfe Main Mile Hain,
Maine Pyaar Manga Jis Se Woh Mera Ho Na Saka,
Bus Us Ke Nishaniyan Aur Tasweerein Pari Hain.

By Rashid


Hosh Mein Rahun Kyun Aaj Main

Posted: 30 Dec 2010 09:30 PM PST

Hosh Mein Rahun Kyun Aaj Main,
Tu Meri Baahon Mein Simti Hai, Mujh Mein Samayi Hai Yun,
Jis Tarah Ki Koi Ho Nadi, Tu Mere Seenay Mein Chupti Hai Sagar Tumhara Main Hoon.

By Syed


Zindagi mein bahut baar waqt aisa aayega,


Zindagi mein bahut baar waqt aisa aayega,
jab tumko chane wala hi tumko rulayegaa,
Magar vishwas rakhna us par,
Akele mein wo tumse kahin jayada aansu bahayega....

Thursday, December 30, 2010

Shers.In

Shers.In


Meri Judai Uske Liye Sabak Ban Jaye

Posted: 30 Dec 2010 01:47 AM PST

Na Dard, Na Dil Mein Koi Kasak Ban Jaye,
Kaash Meri Judai, Uske Liye Sabak Ban Jaye,
Use Takleef Dena Meri Hashraton Mein Shumar Na Tha,
Humne To Sirf Itna Chaha Ke Uski Fitrat Badal Jaye.

By Md Hakim


Iss Kadar Chalakte Hai Aansu

Posted: 30 Dec 2010 12:56 AM PST

Iss Kadar Chalakte Hai Aansu,
Palkon Pe Chupa Nahi Sakta,

Mere Kadam Rokte Hai Mujhko,
Uske Dar Pe Ja Nahi Sakta,

Najane Kiski Galti Thi,
Koi Rooth Gaya Tha Humse,

Aaj Use Manane Ki Khwahish Hai,
Par Majboor Hu Itna Ke Mana Nahi Sakta.

By Md Hakim


Kaise Mein Guzarun Din Tum Bin

Posted: 29 Dec 2010 09:34 PM PST

ख़ामोश रहेंगी पीपल पर, बैठी हुई ये चिड़ियाँ कब तक
और फूल बनेंगी गुलशन में, अरमानो की कलियाँ कब तक

तुम दिल पर अपने हाँथ रखो,फिर बोलो क्या आसान है ये
कैसे मैं गुजारूँ दिन तुम बिन,सूनी रखूँ ये रतियाँ कब तक

ऐ चाँद सितारों तुम ही कहो, वो किस नगरी में रहते हैं
दरसन को उनके तरसेंगी, प्यासी मेरी अँखियाँ कब तक

तुमने तो कहा था आने को, और वादा कर के भूल गए
मैं सोच रही हूँ क्या होगा, छेड़ेंगी मुझे सखियाँ कब तक

कोयल तेरी बोली मीठी है, पर मन मेरा कब तक तरसेगा
मिसरी कानों में घोलेंगी, प्रियतम की मेरे बतियाँ कब तक

मैं उनसे मिलन को जाऊँगी, तू इतना बता दे मुझको सखी
बरसात भला कब ठहरेगी, उतरेंगी भला नदियाँ कब तक

कहते हैं अदीब और शाइर ये गुज़रेगा इधर से कोई ‘रक़ीब’
अब देखना है ये देखेंगे, सूनी हैं तेरी गलियाँ कब तक

By Satish Shukla “Raqeeb”


Rangne Wale Rang Se Tasveer Badal Dete Hai,

Rangne Wale Rang Se Tasveer Badal Dete Hai,
Dost Doston Ke Hathon Ki Lakeer Badal Dete Hai,
Tumse Mere Aansu Na Badle Gaye,
Badalnewale To Taqdeer Badal Dete Hai

Wednesday, December 29, 2010

Kuch Lamhe Zindagi Ke - Shayari From Love104

Kuch Lamhe Zindagi Ke - Shayari From Love104

Link to SMS And Shayari Collection From Love104.org

Kuch Lamhe Zindagi Ke

Posted: 29 Dec 2010 07:50 AM PST


Kuch Lamhe Zindagi Ke Reh Gaye Unke Paas Udhaar. Jaane Kya Waqt Tha Woh Har Jagah Nazar Aata Tha Unka Pyaar. Ab Us Udhaar Par Chadh Raha Hai Yaadon Ka Byaaj Ab Bhi Duniya Chhod Dein Hum, Agar Mil Jaaye Humein Woh Aaj. Related Posts:Usko bhi mujhse pyar to hai….Funny Photos of People Taking PicturesKash [...]

[[ This feed is for personal, non-commercial use only.
The use of this feed on other websites breaches copyright. Visit my website http://www.love104.org for full Shayaris n SMS ]]

Shers.In

Shers.In


Husn Ka Hukka

Posted: 29 Dec 2010 02:06 AM PST

Yun To Bujh Chuka Hai Tumhare Husn Ka Hukka,
Yun To Bujh Chuka Hai Tumhare Husn Ka Hukka,
.
.
.
.
Wo To Hum Hain Jo Gurguraye Ja Rahe Hain.

By Pramod


Ab To Ajaa Mere Bhole Qatil

Posted: 29 Dec 2010 01:50 AM PST

Ab To Ajaa Mere Bhole Qatil,
Tere Bin Jina Bhi Dushwaar Huwa,

Chen Milta Nahi Kahi Bhi Mujhe,
Baag – Baan Bhi Aaj Khaar Huwa,

Kya Mohabbat Esi Ko Kehte Hai,
Ek Pal Jina Bhi Dushwaar Huwa,

Chala Bhi Aye Tu Aaj Dil Ki Sadape Meri,
(Bibbo) Ka Marna Bhi Dushwar Huwa.

Written By Hameeda Ameer


Milti Hai Har Insan Ko Muhabbat Kabhi Kabhi

Posted: 28 Dec 2010 08:44 PM PST

Hoti Hai Khud Ki Hi Zaat Se Mujhe Washat Kabhi Kabhi!,
Bus Yunhi Badalti Rehti Hai Humari Tabiyat Kabhi Kabhi.

Tanhai Wo Zindan Ke Siwa Aur Diya Kiya Hai Yaar Ne Mujhe?!,
Par Agey Milla Karti The Mujhe Sanam Se Rahat Kabhi Kabhi.

Kabhi Judai Ke Bayis, To Kabhi Roswai Ke Bayis Se,
Dikhti Nahi The Mujhe Bhi Apne Yaar Ke Surat Kabhi Kabhi.

Darta Hoon Kiya Pata Ke Mehshar Main Hum Dono Ka Hisaab Na Ho!,
Gozarti Rehti Hai Isi Baat Se Mujh Pe Qayamat Kabhi Kabhi.

Aye Dost! Karliya Hai Usne Tarq-E-Taluq Humse Per,
Iske Bawajud Hoti Hai Meri Jaan Ko Meri Zarorat Kabhi Kabhi.

Ye Taqdeer Ki Baat Hai Aur Taqdeer Se Zyada Kisi Ko Kuch Milla Nahi,
“Haseeb” Milti Hai Har Insan Ko Muhabbat Ke Badle Main Muhabbat Kabhi Kabhi.

By Mirza Haseeb


Pyaase Tadapte Hain Paani Ke Liye

Posted: 28 Dec 2010 08:28 PM PST

Pyaase Tadapte Hain Paani Ke Liye,
Maut Tadapti Hai Jindagani Ke Liye,
Hume Tadap Ke Mila Hi Kya Aakhir,
Hum To Jiye Hi Ja Rahe Hain Jakhm Khane Ke Liye.

By Jyoti Singh


Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya

Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya,

Woh be wafa sehi magar pyaar hum ne kiya,

agar woh chor gya to mat keho bura us ko,

Qasoor uska nhe "Aitebaar" hum ne kiya!!!!!!

Tuesday, December 28, 2010

Hindi Sms Shers – Roothe jo zindagi to mana lenge hum - Shayari From Love104

Hindi Sms Shers – Roothe jo zindagi to mana lenge hum - Shayari From Love104

Link to SMS And Shayari Collection From Love104.org

Hindi Sms Shers – Roothe jo zindagi to mana lenge hum

Posted: 27 Dec 2010 09:10 PM PST


Tamannaye to dil ki hasrat he puri ho jaye to hum khush kismat he na puri ho to gam kya krna adhuri rehna to tamannao ki fitrat he ~~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~~~ na jeene ki khushi na marne ka gam, Gam hai to unse na milne ka gam, Jeete hai is aas par kabhi wo humare ho jyenge, [...]

[[ This feed is for personal, non-commercial use only.
The use of this feed on other websites breaches copyright. Visit my website http://www.love104.org for full Shayaris n SMS ]]

Shers.In

Shers.In


Bewafai Ab Teri Mujh Se Sahi Jaati Nahi

Posted: 27 Dec 2010 11:10 PM PST

Bewafai Ab Teri Mujh Se Sahi Jaati Nahi,
Mout Bhi Mangi Khuda Se Wo Bhi Ab Aati Nahi,

Dil Mein Mere Fans Si Bewafai Chubh Gayi,
Mein Nikalun Lakh Ess Ko Ye Nazar Aati Nahi,

Kya Karun Mein Kis Tarhan Se Dil Ko Behlaun Sanam,
Bewafai Ab Teri Mujhse Sahi Jati Nahi,

Kis Tarhan Se Mein Guzarun Zindgani Ye Bataa,
Ab To Jine Ki Koi Surat Nazar Aati Nahi,

(Bibbo) Kyun Karti Hai Etna Pyaar Tu Samjha Nahi,
Ab To Samjhane Ki Bhi Suat Nazar Aati Nahi.

Written By Hameeda Ameer


Kaagaj Ki Kashti Samundar Mein Chalai Nahi Jati

Posted: 27 Dec 2010 11:00 PM PST

Dil Mein Hai Jo Baat Woh Batai Nahi Jati,
Kaagaj Ki Kashti Samundar Mein Chalai Nahi Jati,
Agar Karoge Koshish Use Chalane Ki,
To Woh Kashti Lahro Se Bachai Nahi Jati.

By Gourav


Akhir Kiya Hai?

Posted: 27 Dec 2010 08:00 PM PST

Woh Mujhse Pochtey Hain Ke Ranj, Ghum Aur Jalan-E-Dil Kiya Hai,
Ye Ghuman, Ye Soch, Aur Ye Dimagh Ka Khalal Kiya Hai,

Jab Ke Nahin Koi Bhi Ibadat Ke Layaq Siwaye (Allah) Ke,
To Phir Ye Bhoot Shikan, Ye Bhagwan Aur Ye Malyoon ‘Firoon’ Kiya Hai,

Janat Aur Dozakh Akhir Kis Asman Pe Mojood Hain,
Ye Chand Ke Chamakne Aur Suraj Ke Jalney Ki Waja Kiya Hai,

Jab Khuda Ne Nabi(S.A.W.W) Ko Bananey Ka Socha Bhi Na Tha To Os Waqt Khuda Ke Sath Kon Tha,
Akhir Ye Pyar, Muhabbat, Wo Ishq Ki Dastan Kabsey Hai Aur Ye Kiya Hai,

Kyon Khatam Hojati Hai Insan Ko Kisi Bhi Seey Ki Ahmiyat Kisi Seey Ko Paney Ke Baad,
Ye Waqt Ki Bewafai, Ye Hashar Ka Din, Aur Ye Mout Ka Manzar Kiya Hai,

Jab Khuda Ke Pak Kalam Ko Log Dil Say Pardhtey Aur Samajhtey Nahin Aye Dost,
To Phir Mirza”Haseeb”Ullah Mughal Teri Ye Ghazal, Qasida Wo Kalam Akhir Kiya Hai.

By Mirza Haseeb


mera har gam tari har khushi se behater ho ga,

mera har gam tari har khushi se behater ho ga,

mera har din tari har raat se behater ho ga,

yakin naa aaye to aa kar dekh lena,

mera janaja tari doli se behater ho ga.

Monday, December 27, 2010

Wo jo muddaton sey - Shayari From Love104

Wo jo muddaton sey - Shayari From Love104

Link to SMS And Shayari Collection From Love104.org

Wo jo muddaton sey

Posted: 27 Dec 2010 06:05 AM PST


Wo jo muddaton sey mila nahi Main bhi dhoondny main thaka nahi Usay dhoonda mene gali gali Koi chorhi mene jaga nhi Sab ny kaha usay bhool ja Dil ny kaha wo bura nhi Bhula duun usay main bhi agar Phir farq hum me raha nahi Milte nhi tou kia hua Mere dil se wo [...]

[[ This feed is for personal, non-commercial use only.
The use of this feed on other websites breaches copyright. Visit my website http://www.love104.org for full Shayaris n SMS ]]