Tuesday, June 30, 2009

Ghazals of Bashir Badr

Kise Khabar thi Tujhe Is Tarah Sajaoonga
Zamaana Dekhega aur Main na Dekh paoonga

Hayaat-o-Maut,Firaaq-o-Wasaal sab yakja
Main ek Raat mein Kitne Diye Jalaoonga

Pala Barha Hoon abhi tak inhi Andheron mein
Main Tez Dhoop se kaise Nazar Milaaoonga

Mere Mizaaj ki yeh Mardana Fitrat hai
Sawere Sari Aziyat main Bhool Jaoonga

Tum ek Perd se baawasta ho magar main to
hawa ke Saath Bahut Door Door

Monday, June 29, 2009

Jab Sehar chup ho Hansa lo Hum ko

Jab Sehar chup ho Hansa lo Hum ko
Jab Andhera ho jala lo hum ko

hum Haqeeqat hain Nazar aate hain
Daastano mein Chupa lo hum ko

Din na Paa Jaye kahi Shab ka Raaz
Subah se pehle Utha lo Hum ko

Hum Zamaane ke Sataaye hain Bahut
Apne Seene se laga lo Hum ko

Waqt ke Honth hume Choo Lenge
Un kahe Bol Hain Gaa lo Hum ko

Sunday, June 28, 2009

Urdu SMS - Shayari SMS - SMS

Urdu SMS - Shayari SMS - SMS


ABCD ME zIDAGI

A
Aitebar

B
Bharosa

C
Chahat

D
Dosti

E
enayat


F
faisla

G
Gham

H
humdam

I
intezaar

J
Justaju

K
khayal

L
lamhey

M
mohabbat

N
narazgi

O
omeed

P
Piyar

Q
qisamt

R
rishtey

T
tamanna

U
udasiyan

V
virasat

W
wada

X
xcuse

Y
yaaden

Z
zindagi

Zindagi in hi naamo ka 1 naam hai
Yeh hai zidagi

Saturday, June 27, 2009

shayaris and ghazals of bashir badr

Patthar ke Jigar waalo Gham mein wo rawaani hai
Khud raah bana lega behta hua paani hai

Ik Zehan-e-Pareshaa'n mein Khaab-e-Ghazalistan hai
Patthar ki Hifaazat mein Sheeshe ki Jawani hai

Dil so jo Choote Baadal To Aankh mein Saawan hai
Thehra hua Dariya hai Behta hua paani hai

Aye Peer-e-Khiradmandaa'n Dil Ki bhi Zaroorat hai
Yeh Shehar-e-Ghazaalaa'n hai Yeh Mulk-e-Jawaani hai

gham

Friday, June 26, 2009

Har roz hume Milna Har Roz Bicharna hai - Bashir Badr

Har roz hume Milna Har Roz Bicharna hai
Main Raat ki Parchaayi, Tu Subah ka Taara hai

Aalam ka ye sab Nksha Bacchon ka Gharonda hai
Ik Zarre ke kabze mein Sahami hui Duniya hai

Humraah Chalo Mere ya Raah se Hat Jaao
Deewar ke Roke se Dariya Kahin Rukta hai??

Un ke hi Ishaaron par yeh Raat mili hum ko
Jin Chacnd se Chehron ka Saaya bhi Sunehra hai

sannate ki shakhon par kuch zakhmi parinde

Vo Khana hai ,

Jo Dil main hai hamare
Woh hamare qareeb nahi hai
Aur jo qareeb hai hamare
Woh hamare Dil main nahi hai..

Jinhe dhoondte hain sapno main
Woh haqeeqat main nahi hai
Jo haqeeqat main hai saamne
Woh hamare sapno main nahi hai..

Jis se Pyaar karte hain hum
Woh hamare baare main sochta nahi hai
Jo sochte hain humaare baare main
Un se Pyaar hum karte nahi hain..

Hum jinka intezaar karte hain
Woh kabhi aate nahi hain
Aur jo aa jaate hain saamne
Unka intezaar hum karte nahi hain..

Main palat k aaungi fir mera intezaar karna..

Mere baad zindagi ko tu na bekaraar karna..
Main palat k aaungi fir mera intezaar karna..

Kabhi dil me rahungi...kabhi ankhon me tere..
Tujhe aaun yaad jis dum,mere naam se pyaar karna..

Mujhe bhulne ki khatir..naa kisi aur se dil lagana..
Main na ji sakungi tujh bin wahan v,mera aitbaar karna..

Mere chaahaton pe koi jal na jaaye tujhse..
Mera zikr har kisi se tu na baar-baar karna....

Mere baad zindagi ko yun na bekaraar karna...
Main palat k aaungi fir mera intezaar karna.......!!

romantic shayari , Love shayari

Khud ko Dil me basane ki izaazat de do...
Mujhko tum apna banaane ki izaazat de do...

Tum zindagi ka ek hasiin lamha meri ho...
Khud ko aj sajaane ki izaazat de do...

Maine kis kadr chaaha hai tujhko...
Mujhe aj ye batane ki izaazat de do...

Tumhare aagosh me chaand ka chupna..
Mujhe ye shaam sajaane ki izaazat de do...

Mujhe kaid karlo apne ishq me is tarah....
Ye jaan tumpe lootaane ki izaazat de do...

Nahi hai shauk humko bhoolne ka magar....
Mujhe ye duniya bhoolaane ki izaazat de do...!!

Kitaabon k pannon ko palat k sochti hoon

Kitaabon k pannon ko palat k sochti hoon...
Yun palat jae meri zindagi to kyaa baat hai...

Khwaabon mein jo roz-roz milta hai...
Haquikat me mil jae, to kya baat hai...

Kuch matlab k liye sab dhundte hain mujhko...
Bin matlab k jo paas koi aye to kya baat hai...

Katl karke to sab le jaaenge dil mera...
Koi baaton se la jae to kya baat hai...

Jo shariifon ki sharaafat me na baat ho...
Koi nasheman keh jae to kya baat hai...

Apne zinda rehne tak hum khushi denge sabko...
Kisi ko meri MAUT se khushi mil jae to kya baat hai...!!

Tumhara naam likh-likh k mitana bhool jaata hoon

Tumhara naam likh-likh k mitana bhool jaata hoon..
Tumhe jab yaad karta hoon ,bhulaana bhool jaata hoon..

Bahut si baatein uth'ti hain shaam-seher Dil mein..
Magar milta hoon tumse jab, sunana bhool jaata hoon..

Tumhare baad har pal badi mushkil se kat'ti hai..
Main aksar tumko khwaabon me batana bhool jaata hoon..

Main har shaam kehta hoon ..tumko bhool hi jaunga..
Magar jab subah hoti hai , Iraada bhool jaata hoon..

Tumhaari hi yaadon se abaad ab meri zindagi hai..
Tumse door hone ke khayaal se jeena bhool jaata hoon..!!

Tere galey mein ju bahoon ku daal rakhte hein

Tere galey mein ju bahoon ku daal rakhte hein
tuje mananey ka kesa kamal rakhte hein

tujhe khabar hai tuje soochne ki khatir
buhat se kaam muqaddar per taal rakhte hein

koi bhi faisla hum sooch kar nahi karte
tmhare naam ka sikka uchal rakhte hien

tmhare bad ye adat se hogaye apni
bikhartey sokhey patte sambhal rakhte hien

khushi se milti hai khud ku izziatein de kar
soo jaan boojh kar dil ku nidhaal rakhte hein

kabhei kabhei wo muje hans kar deekh leta hai
kabhei kabhei mera bey had khayal rakhte hein

hamare hijer mein ye haal hogaya apna
kisi kakhar ho use bhi sambhal rakhte hein

khushi miley tu tere bad khush nahi hote
hum apni aankh mein her dam malal rakhte hein

zamaney bhar se bacha kar wo aanchal mein
mere wajood k tukrey sambhal rakhte hein

kch isliye bhi tu behaal hogaye hum log
tmhari yaad ka beh had khayal rakhte hein

Kaun kehta hai Muhabbat ki zubaan hoti hai

Kaun kehta hai Muhabbat ki zubaan hoti hai..
Ye haquikat to nigaahon se bayaan hoti hai..
Tu jo nahi hai maujood zindagi me mere..
Dil-e-zakhm k nishaan ahskon se jawaan hoti hai..!

Kaun kehta hai Muhaabat ki...

Falak par sirf ek chaand se chaandni hoti hai..
Sitaaron se to sirf raat hi rawaan hoti hai..
Ankhon me unke jo ek baar apni dekhi jhalak..
Un palkon ki hansi mere honthon se bayaan hoti hai..

Kaun kehta hai Muhabbat ki...

Jeene k liye v kabhi saanson ki zaroorat hoti hai..
Meri zindagi unke dhardkanon se jawaan hoti hai..
Fizaaon me sirf hai ehsaas teri khushboo ka..
Armaan k bina mukammil meri takdeer kahan hoti hai..

Kaun kehta hai Muhabbat ki zubaan hoti hai...
Ye haquikat to nigaahon se bayaan hoti hai....!!

yaad teri

aks-e-khusbho hon bikharne se na rokey koi
aur bikhar jaon tu muj ku na samatey koi

kanp uthti hon mein ye sooch k tanhai mein
mere chehre pey tera naam na parh ley koi

jis tarah khuwab mere hogye reza reza
is tarah se na kabhei toot k bikhre koi

mein tu us din se harasan hon k jab hukum mile
khushk pholon ku kitaboon mein na rakhe koi

ab tu is rah se wo shaks guzarta bhi nahi
ab kis umeed pey darwaze se jhankey koi

koi ahat , koi awaz, koi chaap nahi
dil ki galian bari sunsaan hein ... aaye koi

Dard ab hadh se bhi aage badh gaya..

Dard ab hadh se bhi aage badh gaya..
Tera mera rishta jaane kyon tut gaya..

Us raat.. Dil roya aur bas rota hi raha..
Saanson se zindagi ka naata kyon tut gaya..

Tere jaane k baad fir kisi ko Dil chah na saka..
Khada reh gaya wahin jahan tumse tha choota..

Na jaane tu hi kyon mujhe har baar door dikha..
Ye siskiyon ka silsila ab zyaada hi door le chala..

Maut mile mujhe ab yahi hai tujhse ilteza...
Warna Jeena tere bin ab bahut mushkil ho chala..!!

Mat pucho ye mujhse k kab yaad aate ho

Mat pucho ye mujhse k kab yaad aate ho..
Jab jab saanse chalti hain bahut yaad aate ho..

Neend mein palkein hoti hain jab bhi bhari..
Banke khwaab baar baar nazar aate ho..

Mehfil mein shaamil hote hain hum jab bhi..
Bhird ki tanhaiyon me har baar yaad aate ho..

Jab bhi socha k faasla rakhun main tumse..
Zindagi ban k saason me sama jaate ho..

Khud ko toofaan banane ki koshish to ki...
Ban k saahil apne aagosh me sama jaate ho..

Chahti na thi main is paheli me ulajhna...
Har uljhan ka jawab ban k ubhar aate ho..

Suraj ki roshni, chanda ko chandni..
Aasmaan ko dekhti hoon main jab jab..

Tumhari kasam bahut bahut yaad aate ho...
Ab na puchna mujhse k kab kab yaad aate ho....!!

कल हो ना हो ....

आज एक बार सबसे मुस्करा के बात करो
बिताये हुये पलों को साथ साथ याद करो
क्या पता कल चेहरे को मुस्कुराना
और दिमाग को पुराने पल याद हो ना हो

आज एक बार फ़िर पुरानी बातो मे खो जाओ
आज एक बार फ़िर पुरानी यादो मे डूब जाओ
क्या पता कल ये बाते
और ये यादें हो ना हो

आज एक बार मन्दिर हो आओ
पुजा कर के प्रसाद भी चढाओ
क्या पता कल के कलयुग मे
भगवान पर लोगों की श्रद्धा हो ना हो

बारीश मे आज खुब भीगो
झुम झुम के बचपन की तरह नाचो
क्या पता बीते हुये बचपन की तरह
कल ये बारीश भी हो ना हो

आज हर काम खूब दिल लगा कर करो
उसे तय समय से पहले पुरा करो
क्या पता आज की तरह
कल बाजुओं मे ताकत हो ना हो

आज एक बार चैन की नीन्द सो जाओ
आज कोई अच्छा सा सपना भी देखो
क्या पता कल जिन्दगी मे चैन
और आखों मे कोई सपना हो ना हो

क्या पता
कल हो ना हो ....

दिन हुआ है तो रात भी होगी,

दिन हुआ है तो रात भी होगी,
हो मत उदास कभी तो बात भी होगी,
इतने प्यार से दोस्ती की है खुदा की कसम
जिंदगी रही तो मुलाकात भी होगी.
कोशिश कीजिए हमें याद करने की
लम्हे तो अपने आप ही मिल जायेंगे
तमन्ना कीजिए हमें मिलने की
बहाने तो अपने आप ही मिल जायेंगे .
महक दोस्ती की इश्क से कम नहीं होती
इश्क से ज़िन्दगी ख़तम नहीं होती
अगर साथ हो ज़िन्दगी में अच्छे दोस्त का
तो ज़िन्दगी जन्नत से कम नहीं होती
सितारों के बीच से चुराया है आपको
दिल से अपना दोस्त बनाया है आपको
इस दिल का ख्याल रखना
क्योंकि इस दिल के कोने में बसाया है आपको .
अपनी ज़िन्दगी में मुझे शरिख समझना
कोई गम आये तो करीब समझना
दे देंगे मुस्कराहट आंसुओं के बदले
मगर हजारों दोस्तो में अज़ीज़ समझना ..
हर दुआ काबुल नहीं होती ,
हर आरजू पूरी नहीं होती ,
जिन्हें आप जैसे दोस्त का साथ मिले ,
उनके लिए धड़कने भी जरुरी नहीं होती

Thursday, June 25, 2009

DARD MERE DIL KA KOI BHI NA JAANE

DARD MERE DIL KA KOI BHI NA JAANE
NA KOI MERI WAFA PAHCHANE
JISKA SAHARA BANA THA KABHI MAI
WO HI LAGE DIL KO DUKHANE
DARD MERE DIL KA KOI BHI NA JAANE…
HAR RAAT UNKE YAAD MAIN GUJRE HAR DIN NAYA ZAKHM DE KE JAAYE
AANKHO SE BAHTI HAI ASHKO KI DHARA SITAMGAR JAB YAAD AA HI JAAYE
UNKE LIYE MAI DUNIYA BHULAAI WO HI LAGE MERE DIL KO DUKHANE
DARD MERE DIL KA KOI BHI NA JAANE..

bahut pyar karte hai hum aap se….

Ik Raat SI

Ik raat si mere Ishq wargi,
Ik Chann si ohdi shakal warga,
Ik badal si wich opra jeha,
ik tara si mere dil warga.
Badal ne akhir nu chann luko liya,
Us tare da kisse ne Sajjan Kho liya,
Chann jad badal de wich poori tarah luk gya,
Bina chandni to akhir oh tara tut gya,
Holi holi karke pher raat mukk gai,
Meri bi ishq wali gal mukk gai,
Hun bi oh chann kinia te apni chandni sutda hai,
par afsos hun roz raat nu ik nava tara tutda hai.

By Vikram(Vicky)

Wednesday, June 24, 2009

Bashir Badr Sabz Patte Dhoop ki ye Aag jab Pee Jayenge

Sabz Patte Dhoop ki ye Aag jab Pee Jayenge
Ujle Fur ka Coat pahne halke Jaare Aayenge

Geele Geele Mandiron mein Baal Khole Dewiaan
Sochti hain Un ke Sooraj Devta Kab Aayenge

Surkh Neele Taare Dorte hain Barf par
Kal Humari Tarah ye bhi Dhoop mein kho Jayenge

Din mein Daftar ka kalam Mil Ki Machinein sab hain Hum
Raat aayegi to Palko pe Sitaare Aayenge

Shaam tak Mela hai Pagal Pair Panchi kis

Tuesday, June 23, 2009

Urdu Funny SMS - Latest Urdu Funny SMS - Funny Massage

Urdu Funny SMS - Latest Urdu Funny SMS - Funny Massage



Tere Pyar ki chabhi mil na saki,mere dil ka tala toot gaya
Thane me report likhwadi hai,mujhe ghar ka bhedi loot gaya

Ek tala hoto khol bhi loon is dar pe to hain lakhon tale
Tale pe nazar allah ki hai chabhi ka nasiba phoot gaya

Is shakal ka hal sochne ko lohar bhi mere saath gaya
Mere paas na jab nikle paise lohar bhi mujhse rooth gaya

Kis shouq se maine jane ada aakar tera daman pakda tha
Jab teri mummi ne dekh liya mere hath se daman choot gaya

Dil hi nahi tere mahfil me joote bhi churay jate hain
kal teri chappal ghayab thi aaj hamara boot gaya


--------------------------------------------------------

Beghair Mirchon ka salan paka liya maine
Ki ek goongi ko apna bana liya maine
Kisi ne dekh liya jab bhi uske photo ko
To sherwani me fauran chupa liya maine

Monday, June 22, 2009

Janam din Shayari Tere Janam Din Par Tujhe Kya Pesh Karu

Tere Janam Din Par Tujhe Kya Pesh Karu
Taj mahal Doon Tujhe Ya chaand Pesh Karu

Aur To Kuch Nahi Mere Pass Aye Mere Sanam
Sochta Hoon Bas Tujhe Apni wafa Pesh Karu

Glad You’re My Dad

Glad You’re My Dad


I’m so glad that you’re my dad;
You’re one in a million, Pop!
When it comes to first-class fathers,
You’re the absolute cream of the crop.You love me no matter what,
Whether I’m a goodie or baddie;
I really love you, Pa;
You’re a fine and fantabulous daddy!


By Joanna Fuchs

The Perfect Father

I love you because you're my father,
But you're really so much more;
You're a guide and a companion;
You and I have great rapport. You pay attention to me;
You listen to what I say.
You pass on words of wisdom,
Helping me along the way.Whenever I'm in trouble,
You always have a plan.
You are the perfect father,
And I'm your biggest fan!


By Karl and Joanna Fuchs

Terrific Father

You're a dad, and you're doing great;
At fatherly duties you star;
You deserve to celebrate
The terrific father you are.You're doing a wonderful job,
And so we'd like to convey
Our respect and admiration;
Happy Father's Day!


By Joanna Fuchs

Father Day poem

I love you, Dad, and want you to know,
I feel your love wherever I go.
Whenever I've problems, you're there to assist,
The ways you have helped me would make quite a list.
Your wisdom and knowledge have shown me the way,
And I'm thankful for you as I live day by day.
I don't tell you enough how important you are,
In my universe you're a bright shining star.

By Karl Fuchs

My hero Day

You are my hero, Dad
You're my secure foundation.
When I think of you, I'm filled with love
And fond appreciation.You make me feel protected;
I'm sheltered by your care.
You're always my true friend;
When I need you, you're always there.You have a place of honor
Deep within my heart.
You've been my superhero, Dad,
Right from the very start.

By Joanna Fuchs

Poem for Father, I love my Father

You may have thought I didn't see,
Or that I hadn't heard,
Life lessons that you taught to me,
But I got every word.Perhaps you thought I missed it all,
And that we'd grow apart,
But Dad, I picked up everything,
It's written on my heart.Without you, Dad, I wouldn't be
The (woman)(man) I am today;
You built a strong foundation
No one can take away.I've grown up with your values,
And I'm very glad I did;
So here's to you, dear father,
From your forever grateful kid.

I’m Happy You’re My Dad , Poem for Father

I’m Happy You’re My Dad


I’m Happy You’re My DadI feel safe when you are with me;
You show me fun things to do;
You make my life much better;
The best father I know is you.I’m happy you’re my Dad
And so I want to say
I love you, Dad, and wish you
A Happy Father’s Day!By Joanna Fuchs

Peom on Mother.

Maa ka pyar

Maa woh hain jo humko itna pyaar karti hain ki,
kabhi kabhi hum khud uss pyaar ko samajh nahin pate.
Maa woh hain jo humko ehasaas dilate hain ki hum kitne aache hian,
humse accha aur koi hain hi nahin.
Maa woh hain jiski khushi hamari hasi se hian,
jiska dukh hamare dukh se hain.
Maa woh hain jiske bina hum jee nahin sakte.
Maa...
Maa sab kuch hain
Bas hamare paas hi nahin.
Lekin hamare paas papa hain,
aur woh bhi kafi acche hian.

Sunday, June 21, 2009

Har Kadam mein teri hi aahat sunaai deti hai

Har Kadam mein teri hi aahat sunaai deti hai
Kya karu ki dard ab teri judaai deti hai
Neend bhar soye hue arsa hua mujhko
ke rat bhar khwaabo mein ab tu hi dikhaai deti hai

Khil khilahat se teri khilta tha yoon jo ghar
Khaamsohi ab deewar pe chaspa sunai deti hai
Jhoothi khushi se rokta hu saaki main apna gham
Tanhaai aa aa kar mujhe sachhi rulaai deti hai

Kahte hain kaaynaat me rangi hai har

Saturday, June 20, 2009

Fathers day Greeting, Father day qoutes, Father's day SMS

Fathers day Greeting, Father day qoutes, Father's day SMS





"Don't handicap your children by making their lives easy."(Robert A. Heinlein)

One father is more than a hundred Schoolmasters.(George Herbert)

It is not flesh and blood but the heart which makes us fathers and sons.(Johann Schiller)

Making the decision to have a child is momentous. It is to decide forever to have your heart go walking around outside your body.( Elizabeth Stone)

"There are 3 stages in a man's life:'My Daddy can whip you Daddy.'
'Aw, Dad, you don't know anything.''My father used to say . . ."(Dwight McSmith)

"A truly rich man is one whose children run into his arms when his hands are empty." (Unknown)

"My dad has always taught me these words: care and share."( Tiger Woods, U.S. Professional Golfer)

shola-e-ishq bujhana bhi nahi chahta hai

shola-e-ishq bujhana bhi nahi chahta hai
Wo magar Khud ko jalana bhi nahi chaahtaa hai

us ko manzoor nahi hai meri gumraahi bhi,
aur mujhe raah pe laana bhi nahi chahta hai

sair bhi jism ke sehraa ki Khush aati hai magar,
der tak Khaak uRaanaa bhi nahiN chaahtaa hai

kaise us shaKhs se tabir pe israar kareN
jo koi Khwaab dikhaana bhi nahiN chaahtaa hai





Other Love Shayaries and Ghazals:
Is

Friday, June 19, 2009

Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari

Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari


Maine usko salam likh bheja hai

Haale dil tamam likh bheja hai

Maine pucha tere hont kaise hain

Usne ik lafz jaam likh bheja hai

Maine pucha tere baal kaise hain

Usne Qudrat ka inaam likh bheja hai

Maine pucha kab hogi mulaqaat

Usne qayamat ki shaam likh bheja hai

Maine pucha intna tadapti kyun hai

Us ne jawani ka inteqam  likh bheja hai

Maine pucha tere khadu khal kaise hain

Usne husne tamam likh bheja hai

Maine pucha tujhe nafrat kis cheez hai

Usne Kambakhat Mera hi naam likh bheja hai

Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari

Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari


Maine usko salam likh bheja hai

Haale dil tamam likh bheja hai

Maine pucha tere hont kaise hain

Usne ik lafz jaam likh bheja hai

Maine pucha tere baal kaise hain

Usne Qudrat ka inaam likh bheja hai

Maine pucha kab hogi mulaqaat

Usne qayamat ki shaam likh bheja hai

Maine pucha intna tadapti kyun hai

Us ne jawani ka inteqam  likh bheja hai

Maine pucha tere khadu khal kaise hain

Usne husne tamam likh bheja hai

Maine pucha tujhe nafrat kis cheez hai

Usne Kambakhat Mera hi naam likh bheja hai

Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari

Urdu Shayari - Urdu Romantic Shayari


Maine usko salam likh bheja hai

Haale dil tamam likh bheja hai

Maine pucha tere hont kaise hain

Usne ik lafz jaam likh bheja hai

Maine pucha tere baal kaise hain

Usne Qudrat ka inaam likh bheja hai

Maine pucha kab hogi mulaqaat

Usne qayamat ki shaam likh bheja hai

Maine pucha intna tadapti kyun hai

Us ne jawani ka inteqam  likh bheja hai

Maine pucha tere khadu khal kaise hain

Usne husne tamam likh bheja hai

Maine pucha tujhe nafrat kis cheez hai

Usne Kambakhat Mera hi naam likh bheja hai

Thursday, June 18, 2009

Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta hai

Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta hai
bahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta hai

NaKhuda Saath hai phir bhi humen saahil na mila
Naseeb humara humsee khafa sa lagta hai

Saari khushiyaan hui haasil hume Zamane ki
phir bhi dil main to koi ghum chupa sa lagta hai
Woh Aik Dost Jo Mujko Khuda" sa lagta hai

koi jab do dilo ke darmian nahin doori
jism ka jism se kyon faslaa sa lagta hai



Other

Chali aati hain dabe paaon teri yaadein shaam dhale

Chali aati hain dabe paaon teri yaadein shaam dhaleke hoti hai chirageen dil ki mehfil shaam dhaleHuye tum kin raahon ke musaafir,itna to bata deteke laut aate hain panchi bhi ghar ko shaam dhaleTere intezaar mein yoon har roz jhilmilati hain aankhenke jaise mazaar pe jalta hai koi diya shaam dhaleLaut aaye na kahin takra ke arsh se duaa meridil se aati hai aksar ye sadaa shaam dhaleTeri doori ka

Wednesday, June 17, 2009

Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris

Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris

Itni muddat baad milay ho!
Kin sochon mien gum phirtay ho?
Itnay khaif kion rahtay ho?
Her aahat say darr jatay ho
Taiz hawaa nay mujh say poocha
Rait per kia likhtay rahtay ho?
Kaash koi hum say bhi poochay 
Raat gaye tak kion jagay ho?
Mien darya say bhi darta hon
Tum darya say bhi gahray ho
Kaun si baat hai tum mien aisi 
Itnay achay kion lagtay ho?
Peechay murr kar kion dekha tha
Patthar ban kar kia taktay ho
Jao jeet ka jashan manao 
Mien jhoota hon tum sachay ho
Apnay shahar kay saray logon say 
Meri khatir kion uljhay ho
Kahnay ko rahtay ho dil mien
Phir bhi kitnay duur kharay ho
Raat humien kuch yaad nahi tha
Raat buhut hee yaad aye ho
Hum say na poocho hijar kay qissay 
Apni kaho abb tum kaisay ho
Faraz tum badnaam buhut ho
Jaisay ho phir bhi achay ho

Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris

Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris

Itni muddat baad milay ho!
Kin sochon mien gum phirtay ho?
Itnay khaif kion rahtay ho?
Her aahat say darr jatay ho
Taiz hawaa nay mujh say poocha
Rait per kia likhtay rahtay ho?
Kaash koi hum say bhi poochay 
Raat gaye tak kion jagay ho?
Mien darya say bhi darta hon
Tum darya say bhi gahray ho
Kaun si baat hai tum mien aisi 
Itnay achay kion lagtay ho?
Peechay murr kar kion dekha tha
Patthar ban kar kia taktay ho
Jao jeet ka jashan manao 
Mien jhoota hon tum sachay ho
Apnay shahar kay saray logon say 
Meri khatir kion uljhay ho
Kahnay ko rahtay ho dil mien
Phir bhi kitnay duur kharay ho
Raat humien kuch yaad nahi tha
Raat buhut hee yaad aye ho
Hum say na poocho hijar kay qissay 
Apni kaho abb tum kaisay ho
Faraz tum badnaam buhut ho
Jaisay ho phir bhi achay ho

Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris

Urdu Shayari - Sad Urdu Shayari - Urdu Shayaris

Itni muddat baad milay ho!
Kin sochon mien gum phirtay ho?
Itnay khaif kion rahtay ho?
Her aahat say darr jatay ho
Taiz hawaa nay mujh say poocha
Rait per kia likhtay rahtay ho?
Kaash koi hum say bhi poochay 
Raat gaye tak kion jagay ho?
Mien darya say bhi darta hon
Tum darya say bhi gahray ho
Kaun si baat hai tum mien aisi 
Itnay achay kion lagtay ho?
Peechay murr kar kion dekha tha
Patthar ban kar kia taktay ho
Jao jeet ka jashan manao 
Mien jhoota hon tum sachay ho
Apnay shahar kay saray logon say 
Meri khatir kion uljhay ho
Kahnay ko rahtay ho dil mien
Phir bhi kitnay duur kharay ho
Raat humien kuch yaad nahi tha
Raat buhut hee yaad aye ho
Hum say na poocho hijar kay qissay 
Apni kaho abb tum kaisay ho
Faraz tum badnaam buhut ho
Jaisay ho phir bhi achay ho

Tuesday, June 16, 2009

Link 2 Us

Link 2 Us:
If you want your Website/Blog Link Here add reciprocal link to this site and leave a comment including your Link, Title, Short Description & e-mail id.

My details are:

Link: http://www.everythingbyheart.blogspot.com/
Title: Love Shayari Hindi SMS
Description: Here you can read all types of SMS Shayaris like funny sms shayari, Romantic SMS Shayri, Love shayari,Ghazals,Urdu Shayari,funy shayari SMS and Poems.
E-mail: everythingbyheart@gmail.com

Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri

Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri


Apane Khvaabon me tujhe jis ne bhii dekhaa hogaa
Aankh khulate hii tujhe Dhundhane nikalaa hogaa

Zindagii sirf tere naam se mansuub rahe
Jaane kitane hii dimagon ne ye sochaa hogaa

Dost ham us ko hii paiGaam-e-karam samajhenge
Terii furqat kaa jo jalataa huaa lamhaa hogaa

Daaman-e-ziist me ab kuchh bhii nahi hai baaqii
Maut aa jay to yaqiinan use dhokaa hogaa

Raushanii jis se utar aai lahuu me mere
Ay masiihaa vo meraa zaKhm-e-tamannaa hogaa

Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri

Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri


Apane Khvaabon me tujhe jis ne bhii dekhaa hogaa
Aankh khulate hii tujhe Dhundhane nikalaa hogaa

Zindagii sirf tere naam se mansuub rahe
Jaane kitane hii dimagon ne ye sochaa hogaa

Dost ham us ko hii paiGaam-e-karam samajhenge
Terii furqat kaa jo jalataa huaa lamhaa hogaa

Daaman-e-ziist me ab kuchh bhii nahi hai baaqii
Maut aa jay to yaqiinan use dhokaa hogaa

Raushanii jis se utar aai lahuu me mere
Ay masiihaa vo meraa zaKhm-e-tamannaa hogaa

Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri

Urdu Shayari - Shayari in Urdu - Urdu shayeri


Apane Khvaabon me tujhe jis ne bhii dekhaa hogaa
Aankh khulate hii tujhe Dhundhane nikalaa hogaa

Zindagii sirf tere naam se mansuub rahe
Jaane kitane hii dimagon ne ye sochaa hogaa

Dost ham us ko hii paiGaam-e-karam samajhenge
Terii furqat kaa jo jalataa huaa lamhaa hogaa

Daaman-e-ziist me ab kuchh bhii nahi hai baaqii
Maut aa jay to yaqiinan use dhokaa hogaa

Raushanii jis se utar aai lahuu me mere
Ay masiihaa vo meraa zaKhm-e-tamannaa hogaa

Saturday, June 13, 2009

Bengali : Monn Kharap Vs Ekakityo (Disturbed Vs Loneliness)

Mon kharaper chhonde srotey,
Monn je gelo bheshey,
Ochin parer prachin g(n)aye,
Durer kono deshhey ...


Hariye jaowa dustu meye,
Dustu kono buke,
Bondini se jibon jurey,
Tomay bhalobeshey ....

Bengali : Tumi (You)

Dustu misti mithye hashi,
Boltey chaowa bhalobashi,
Hariye jaowa bishyo theke,
Nishyo ei paowa ....


Chhutchhey hridoy chhutchhey manush,
Urchhey ichchye joriye fanush,
Chaowa paowar dondhho bhenge,
Hothat shitol haowa ...


Forsha chader forsha aalo,
Hothat bhishhon lagchhey bhalo,
Rewind button chap ditei,
Tomay kachhey chaowa ....


Onami ek chhotyo gramey,
Godhhuli bhenge sondhha namey,
Maeki aalor jongla chherey,
Kalor khoje jaowa ....


Hoyto tokhon tomay khuje paowa ....


Footnotes : Sometimes the meaning of YOU diverse as the situation demands. For some its love, some take it as success and some think about peace

Monday, June 8, 2009

Urdu Funny Sms-Urdu Joke-Urdu Sms

Urdu Funny Sms-Urdu Joke-Urdu Sms




Santa: My mobile bill how much?
Call centre girl: Sir, just dial 123 to know current bill status
Santa: Stupid, not CURRENT BILL my MOBILE BILL.
-------------------------------------------------------------------

Banta built 2 Swimming Pools. And he left one of them unfilled?
When asked him, he said,
"Oye, that's for those who don't know Swimming.
-------------------------------------------------------------
Banta: I think that girl is deaf.
Friend: How do u know?
Banta: I told I Love her, but she said her chappals (Shoes) are new
-------------------------------------------------------------
Santa: Miss, Did u call me on my mobile?
Teacher: Me? No, why?
Santa: Yesterday I saw in my mobile- 1 Miss Call".
---------------------------------------------------
Judge: Don't U have shame? It is d 3rd time U R coming to court.
Banta to judge: U R coming daily, don't U have shame?
-------------------------------------------------------------
Sir: What is difference between Orange and Apple?
Santa: Color of Orange is orange, but color of Apple is not APPLE.
------------------------------------------------------------------
Santa in airplane going to Bombay . While its landing he was excited and shouted: " Bombay ... Bombay "
Air hostess said: "B silent."
Santa: "Ok. Ombay. Ombay"
----------------------------------------------------------------
Banta got a sms from his girl friend: "I MISS YOU"
Banta replied: "I Mr. YOU" !!.
-----------------------------------------------

After finishing MBBS Banta Singh started his practice.
He Checked 1st Patient's Eyes, Tongue & Ears with a Torch & Finally Said: "Oye, Torch is okay"

-----------------------------------------------------------------

Sunday, June 7, 2009

Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari

Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari



Koi hath nahi khali hai
Ye nagri kaisi hai
koi kisi ka dard na jane sab ko apni padi hai
Uska bhi kuch haq hai aakhir
Usne mujhse nafrat ki hai
Phool dawa jaise mahke hai
kisi bimar ki subah hui hai
Jaise sadiyan beet chuki ho
Phir bhi aadhi raat abhi hai
Kaise kategi tanha tanha
Itni sari umer padi hai
Hum dono ki khub nibhegi
Main bhi dukhi hu woh bhi dhuki hai

Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari

Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari



Koi hath nahi khali hai
Ye nagri kaisi hai
koi kisi ka dard na jane sab ko apni padi hai
Uska bhi kuch haq hai aakhir
Usne mujhse nafrat ki hai
Phool dawa jaise mahke hai
kisi bimar ki subah hui hai
Jaise sadiyan beet chuki ho
Phir bhi aadhi raat abhi hai
Kaise kategi tanha tanha
Itni sari umer padi hai
Hum dono ki khub nibhegi
Main bhi dukhi hu woh bhi dhuki hai

Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari

Urdu Shayari -Love Shayari-Shayari



Koi hath nahi khali hai
Ye nagri kaisi hai
koi kisi ka dard na jane sab ko apni padi hai
Uska bhi kuch haq hai aakhir
Usne mujhse nafrat ki hai
Phool dawa jaise mahke hai
kisi bimar ki subah hui hai
Jaise sadiyan beet chuki ho
Phir bhi aadhi raat abhi hai
Kaise kategi tanha tanha
Itni sari umer padi hai
Hum dono ki khub nibhegi
Main bhi dukhi hu woh bhi dhuki hai

Friday, June 5, 2009

Urdu SMS-Urdu Barish SMS-Barsaat SMS

Urdu SMS-Urdu Barish SMS-Barsaat SMS



Pehli baarish ka nasha hi kuchh alag hota hain,
Palko ko chhute hi sidha dil pe asar hota hain,
Mehka mehka saawan aaj iss dil ko behka raha hain,
Gumsum si nazro ko aaj ye pyar karna sikha raha hain

-------------------------------------------------------
Kaisi andheri shaam thi thi us din
Badal bhi ghir kar chaya tha
Raat ki toofani barish me
tu mujh se milne aaya tha
Bhigi bhigi khamoshi me
Main tere ghar tak saath gaya tha

Tuesday, June 2, 2009

Urdu SMS-Dard bhara SMS-Sad SMS

Urdu SMS-Dard bhara SMS-Sad SMS



Jo khyal the na qyaas the,wahi log mujh se bichad gay
Jo Mohabbato ke asas the wahi log mujh se bichad gay
jinhe manta nahi dil mera,wahi log hain mere humsafar
Jo mujhe har trah se raas the wahi log mujhse bichad gay
--------------------------------------------------------
Khushi mili hans na sake
Gham mila ro na sake
Zinadagi ka yahi dastoor hai
Jise chaha use pa na sake
Aur jise paya use chah na sake


Monday, June 1, 2009

urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals

urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals

Aisa lagta hai zindagi tum ho
Ajnabi kahe ajnabi tum ho

Log kahte hain ajnabi tum ho
Ajnabi meri zindagi tum ho

Mujhe apna shareeke gham karlo
Yun akele bahot dukhi tum ho

Dosto se wafa ki ummiden
Kis zamane ke admi tum ho

Dil kisi aur ka na hosaka
Aarzo meri aaj bhi tum ho

Main zamin pe ghana andhera
Aasman ki chandni tum ho

Log aate hain log jate hain
meri aankhon mein aaj bhi tim ho

urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals

urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals

Aisa lagta hai zindagi tum ho
Ajnabi kahe ajnabi tum ho

Log kahte hain ajnabi tum ho
Ajnabi meri zindagi tum ho

Mujhe apna shareeke gham karlo
Yun akele bahot dukhi tum ho

Dosto se wafa ki ummiden
Kis zamane ke admi tum ho

Dil kisi aur ka na hosaka
Aarzo meri aaj bhi tum ho

Main zamin pe ghana andhera
Aasman ki chandni tum ho

Log aate hain log jate hain
meri aankhon mein aaj bhi tim ho

urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals

urdu poetry aka Urdu Shayari, urdu ghazals

Aisa lagta hai zindagi tum ho
Ajnabi kahe ajnabi tum ho

Log kahte hain ajnabi tum ho
Ajnabi meri zindagi tum ho

Mujhe apna shareeke gham karlo
Yun akele bahot dukhi tum ho

Dosto se wafa ki ummiden
Kis zamane ke admi tum ho

Dil kisi aur ka na hosaka
Aarzo meri aaj bhi tum ho

Main zamin pe ghana andhera
Aasman ki chandni tum ho

Log aate hain log jate hain
meri aankhon mein aaj bhi tim ho