Monday, August 25, 2008

Hasina Shayari

ankhein aisi ki kamal tum se nishani mange,zulf aisi ki ghata sharma ke pani mange,jism aisa ke ajanta ka amal yaad aaye,jab bhi tujhe dekhoon sangemarmar mein dhala taj mahal yaad aaye
Chaira pay ghul gaya haseen chandani ka noor.aankahoo may hain chamakti jawan raat ka soroor.gardan hain ek jhooki dali,dali gulab ki.

Gulabo ko shikayat hai unke hotho ki rangat se, chaand ki haalat bhi badhaal ho rahi hai, unse kahna apne hoor ka ek noor gira jaaye, dekho to haseenaye kangaal ho rahi hai.

Mohabbat Shayaris

Ya meri talaash ka jurm hai,ya meri wafa ka kasoor hai,jo dil k jitney karib hai,Woh nazar se hamari hi door hai.
Ek din wo ajayengeye dil ko yakeen haytaasir me dhal jayegi ek roz dua bhi...

Unke liye jab humne bhatakna chhod diya, yaad me unki jab tadapna chhod diya, woh roye bahut aakar tab hamare pass, jab hamare dil ne dhadkna chhod diya.....

Thursday, August 21, 2008

Urdu Funny SMS - Funny Urdu SMS - Bhojpori SMS

Urdu Funny SMS - Funny Urdu SMS - Bhojpori SMS

Tuhar SMS Jab Awat Hai
Hamar Rom Rom Khil Jawat Hai
Badan Ma Gudgudi Howat Hai
Esma Tumar SMS Ka Kaunu Kasur Nahi Hai
Sasura Hamar Virator On Rahat Hai!!!!! ;)

Saturday, August 16, 2008

Ankhon Se Door Hone Ka Dard Bhare Sher

Ankhon se door hone ka koi gila nahi
Dil ke bouhat qarib ho kuch fasila nahi

Yaad rakho to dil ke paas hoon main
bhool jao to fasile hain bouhat

Mita do naam tak mera kitabe zindagi se tum
Magar pal pal roolayegi stayegi kami meri

Friday, August 15, 2008

Tu Shabo Roz Ka Hsil Hai - Dard Bhare Sher

Na jane kiyon tumhare naam se itni muhabbat hai
Kisi ka naam leti hoon to tumhara naam aata hai

Jab khayalon me nideyen palak hoti hai
Dil me paida teri yaadon ki mahak hoti hai

Tu shabo roz ka hasil hai mera saath na chod
Tu hi ham raaz ke qabil hai mera sath na chod

Monday, August 11, 2008

Agar maloom hota Dard Bhare Sher

Agar maloom hota muhabbat ka anjam pahle se

Na dil diya hota na jaan diya hota

Kuch tuhi mere dard ka mafhoom samajh le

Hasta hua chehra zamane ke liye hai

Mana ki muhabbat ka izhar nahi karte

Tum ye na samajh lena ki ham peyar nahi karte

Sunday, August 10, 2008

Dil me basai thi tasvir mita dena Dard bhari ghazal

Dil me basai thi tasvir mita dena

Aankhon me basaya tha nazron me gira dena

Tum ko to wafa meri kuch raas na aai

Jati hoon tere dar se mujhko na sada dena

Jab tum se koi pooche baaten meri wafaon ki

Tum meri wafaon par ilzam laga dena

Fir oski tamanna keya jo gair ka ho jaye

Bas itni guzarish hai tum mujhko bhula dena

UNAKI YAADEIN

Wo sarita ki lahare na thi, wo dariya ka kinara na tha!
mai un raho pe akela tha, kisi ka sahara na tha!!
mai takdir ka mara, ho gaya tha be sahara!
bich bhawar me phas gaya tha, koi kinara na tha!!
har taraph andhera hi andhera tha, koi ujala na tha!
sirf jaam ki botale thi, koi zahar ka pyala na tha!!
phir bhi hame unaki yaad, aati thi bahot!
unake paigam ko hantho me liye, anshu bahata raha!!
gamo me bhi har waqt, mushkurata raha!!
in adharo pe chhayi hui thi khamoshi,
phir bhi unake pyar ke geet gata raha!!
unaki yadon me har waqt, gungunata raha!!
unaki dar se utha tha, mera janaja!
phir bhi saya ban ke, sath chalta raha!!
khud hame kante, nashib huwe magar!
unake bag me, phool bankar khilta raha!!
zindagi bhar to mere jiwan me, andhera hi tha!
khud lav banke, unake aangan me jalta raha!!
phir bhi unho ne, meri mohabbat ko na samjha!
are jinke liye mai, mar ke bhi zinda raha!!!!!!!!!!!!

"this is not a history of my love........it's fact of a real love.....
if you want to find somthing more about my real love story.....please
click here

Mana ki muhabbat ka izhar nahi karte - RomanticShe

Mana ki muhabbat ka izhar nahi karte
Tum ye na samajh lena ki ham peyar nahi karte

Door bhaga na karo shoq gazalon ki tarah
Ham ne chaha hai tumhe chahne walon ki tarah

Shama ummid ki is dil me jlayen kaise
Apni muhbbat ka eqin dilayen kaise

Saturday, August 9, 2008

Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha

Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha
Jhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon tha
Apni chahat ka yaqin dilaya kiyon tha
hooti manzil ka neshan banaya kiyon tha

Yaar ulfat ki duniya me - Dard Bhare Sher

Yaar ulfat ki duniya me andhera hi andhera hai
Jinhe ham bawafa samjhe the woh bewafa nikle

Khushi ke sath hazaron gam bhi hote hain
Jahan bajati hai shahnai wahan matam bhi hote hain

Maiasir rang o gam hoon mera qalab hai parishan
Mera zahri tabssum mera tarjuma nahi

Ham bawafa the is liye nazron se gir gaye
Shayad tumhe talash kisi be wafa ki hai

Friday, August 8, 2008

Urdu Shayari - Urdu Ghazal - Koi Diwar Na Dar......

Urdu Shayari - Urdu Ghazal - Koi Diwar Na Dar......

Koi Dewar na dar rakhta hun
ghar ka ahsas magar rakhta hun

log rakhte hain charagon pe nazr
main hawaon pe nazar rakta hun

kyon na pathrou karen sab mujh par
sakh der sakh samr rakhta hun

ek nai simt janam leti hai
paon main apne jidhar rakhta hun

ye zamin cheez hai kya main Sabir
asmano ki khabr rakhta hun

--
Ayub Sabir

Thursday, August 7, 2008

General Shayaris

Zindagi ko dost bana caha zindagi root gaihandere ko dost banana caha roshni ho gai roshni ko dost bana caha phir say raaat ho gaitumhay dost bana caha aay zalim dost tum nay kaha maar jaao.

Suna hai waqt se bada koi marham nahi hota..Par yeh dard hai ki kam nahi hota..Dil to chahta hai sabhi ko..par har koi hamara sanam nahi hota..hasne ki qhata karein bhi to kaise karein..aankh mein aansoo hai ki qhatam nahi hota..

DIN MAI CHAIN NAHI.... RAAT KO NEEND NAHI ANG ANG MAI DARD WAHI.....JI NA LAGE KAHIN....E GOD KIYA YAHI PYAR HAI....GOD:- NAHIBETA YEH CHICKEN GUNYA HAI......

Tuesday, August 5, 2008

Romantic Sher - Bana liya hai tujhe

Bana liya hai tujhe ham ne apni zindagi

Ab is se badh kar tera aitbar keya ho ga

Mili hai aah keya taqdir bhi ham ko muqaddar se

Ki jisko umar bhar chaha usi ko umar bhar tarse

Teri yaad jab bhi aayi mere dil ne ye dua di

Tu jahan bhi rahe sadan teri har khushi salamat rahe

Afsana tere peyar ka har dam likha karon

Dil chahta hai baten tum se kiya karon

Dard Bhare Sher - Rona chaha to sitaron ne taslli di

Rona chaha to sitaron ne taslli di

Sona chaha to teri yaad ne sone na diya

Dil me dhdkan ki tarah aankh me aanson ki tarah

Sona chaha to teri yaad ne sone na diya

Tum mere paas raho phoolon me khushboo ki tarah

Monday, August 4, 2008

Urdu SMS - Urdu Funny SMS - Funny Hindi SMS - Girl Friend SMS

Urdu SMS - Urdu Funny SMS - Funny Hindi SMS - Girl Friend SMS

Bhakt - Bhagwan! Mujhe dard De, dukh de, mujhe barbad kar de, mere piche har muskil laga de.

Bhagwan - Abe!!! paheli kyon bhuja raha hai sale, ek line main bol na Girl Friend chaiye!

Saturday, August 2, 2008

Friendship Day SMS - Friendship Messages - Friendship Day Quotes - Friendship Day E Cards

Friendship Day SMS - Friendship Messages - Friendship Day Quotes - Friendship Day E Cards

Friendship Day SMS

Tie this to your Hand:

---********(friend)********---

I am the first Friend of u to tie The Friendship Band....

"Happy Friendship day"

Friendship Day Quotes

What is a friend? A single soul dwelling in two bodies. - Aristotle
Of all the things which wisdom provides to make life entirely happy, much the greatest is the possession of friendship. - Epicurus
One loyal friend is worth ten thousand relatives. - Euripides
The golden moments in the stream of life rush past us and we see nothing but sand; the angels come to visit us, and we only know them when they are gone. - George Eliot
One can live magnificently in this world if one knows how to work and how to love. - Leo Tolstoy
Love is blind, but friendship is clairvoyant. - Unknown

Friendship Day E Card