Sunday, June 29, 2008

Kabhi Ruswa Na Karenge - Dard Bahri Gazal, Poem, Poetry

Kabhi ruswa na karenge - Dard Bahri Gazal, Poem, Poetry

Chahenge tumhe par kabhi ruswa na karenge
Sayon se bhi tere kabhi shikwa na karenge
Bhoole se kabhi raah me mil jaungi tujhko
Milne ko dubara kabhi wada na karenge
Poochenge hawaon se ghataon se tera haal
Milne ke waste kabhi aaya na karenge
Jis peyar ki tabir kiya karte the pahle
Us naam ko diwar par likha na karenge

Saturday, June 28, 2008

KAISE KARUN...?

sukuun-e-jaaN ke liye ab maiN duaa kaise karuN
dard jab tuune diya hai to gilaa kaise karuN

aksar lauTaa huun manzil se yahi soch ke maiN
ab muqammal ye safar tere binaa kaise karuN

mere she’roN mein yeh asar kahaaN tha pehle
karz maiN teri jafaaon ka adaa kaise karuN

zindagi bhar ki wafaaoN ka silaa hai yaaro
dil-e-barbaad ke zaKhmoN ki davaa kaise karuN

thi koi mere hi haaThon ki lakeeroN meiN kamii
apni taqdeer ka ab tujhse gilaa kaise karuN

meri nas-nas meiN basaa hai jo lahuu ban ke Dost
uski yaadoN se kinaara maiN bhalaa kaise karuN

ab munaasib hai yahi usko bhulaa duuN “Anil”
haaN , magar phuul ko khushbuu se judaa kaise karuN

Tearful Love

Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume muskurane ki !

Gujarati Dil !

Gujarati Dil!
Dil majbur che tamne madva aatur che,
Aaj dil tara pyar ma chakchur che,
Hath lambavu pan sparsh na kari saku,
Nazar ma to tu j che pan nayan thi dur che.
yar ma chakchur che,

Friday, June 27, 2008

SHAYARI(ENGLISH)(MOTIVATIONAL)

When I see an eagle soaring in the sky,
Oh! if I had wings like a bird and could fly.

When I see the rainbow that is filled with colors
Oh! if I could wear those colors and make my life as colorful as it could ever be.
When I see the beehive filled with nectar from fragrant flowers,
I wish I could taste the sweetness of fragrance throughout my life.

When I see stars glittering in the darkness,
I wish I could sparkle my life with the glitter that fascinates me.

Dreams are many but desires don't always come true.
Living in hope, waiting for the right moment is what I've to do.

Success never comes without effort, so make ur own path...
rather than following the footprints.
The fruit will be urs someday, when u least expect it.

U'll be like the eagle soaring in the sky,

Thursday, June 26, 2008

DARD KI SHAYARI

1.Sochta hoon aksar mai apni Muhabbat ki kahani ko,

Shurooaat se pehle Khatm hoti hui Jawani ko !

Na mili Muhabbat aur na hi koi Mehboob mila,

Barson se yun hi chal raha hai ye Silsila !!

2.Ro paDa mere paanv ka chHala, Jab dekhi gali yaar ki !

Kai muddaton se Dhoond raha tha, ik Aashiq manzil pyaar ki !!

3.Aarzoo mai teri, kat gayi ye zindagi meri !

Mai kho baithaa tujhe, aur mujhe chhod gayi parchhayi teri !!

4.Ahsaas to hai Hame, Judaee Main Jeene ka !

Magar mazaa aata nahin, Sabar ke ghoont Peene ka !!

5.Jee raha Hoon kis liye Mai iss gam-e Zindagi ko,

Marke bhi keh na sakoonga Apni kahaani ko !

Chup raha to mar degi Mujhe meri hi Tanhaaee,

Keh diya to seh Na sakoonga Mai Duniya ki Rusvaee !!

6.Padte hain Sanam tere Khat ko hum, in Labon se Chumne ke baad !

Jab Labon se pehle is Dil ko aa jati hai Teri yaad !!

7.Nazar jhooka ke dekhoon, yaa Palke uthaa ke dekhoon !

A-mere mehboob, Tujhe mai kis trah se dekhoon !!

8.Kya mausam hai, Kya nazaara hai, Phool hi phool khilte hain !

Issi mausam mai to a-jaane wafaa, Dil se Dil milte hain !!

9.Jeete hai Tumhaari chaahat mai, Karte hain har pal intezaar Tumhaara !

Gam-e zindagi se nahi koi Shikvaa, Jisne banayaa Tumhe Mehboob

Hamara !!

10.Nigaahen milakar Nazaren Churaana Hasinaao ki adaa hoti hai !

Unki iss adda ko naa bhula paana, Aashikon ki sazaa hoti hai !!

11.Muhabbat ki kahaani chand Alfaazon mai bayaan hoti hai !

Kisi aur ki nahin, khud Aashiq ki zubaan hoti hai !!

12.Naa Chaand mai, naa Sitaron mai, naa hi Kudrat ke Nazaaron mai,

Maine Ussko dhoond liya iss Dil ki Baharon mai !

13.Puchho naa Yaaro haal Dil kaa, Dard vahin hai jahan tha !

Zindagi bhar Unki Yaadon mai khoye rahe, Davaa-daaru ka Waqt hi

kahan tha !!

Tuesday, June 17, 2008

Chand Lamhe Zindagi Ke.......

CHAND SHER:

Teri Palkon Main Rukna Hai
Raat Bhar Ke Liye
Main To Ek Khawab Hoon
Subah Ko Chala Jaaonga….

Barson Se Unka Naam To
Bhool Hi Gaye The hum
Jo Aaj Kisi Ne Le Liya
Hum Chownk Se Pade……

Hum To Haathon Main Haath
Thame Rahe Saari Raat
Jabki Logon Ne Hamen
Tanha Bhatakte Dekha……

Ronak-E-Mahfil Ki Jaroorat
Na Hamne Kabhi Mahsoos Ki
Apne Dil Main To Sada
Gamon Se Hi Ujaala Raha…..
Love Shayari

Chand Lamhe Zindagi Ke.......

CHAND SHER:

Teri Palkon Main Rukna Hai
Raat Bhar Ke Liye
Main To Ek Khawab Hoon
Subah Ko Chala Jaaonga….

Barson Se Unka Naam To
Bhool Hi Gaye The hum
Jo Aaj Kisi Ne Le Liya
Hum Chownk Se Pade……

Hum To Haathon Main Haath
Thame Rahe Saari Raat
Jabki Logon Ne Hamen
Tanha Bhatakte Dekha……

Ronak-E-Mahfil Ki Jaroorat
Na Hamne Kabhi Mahsoos Ki
Apne Dil Main To Sada
Gamon Se Hi Ujaala Raha…..
Love Shayari

Monday, June 16, 2008

ZINDAGI KE SATH

Yun to guzar rahi hai her pal khushi ke sath
phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke sath

rishte wafayen dosti sab kuch to pass hai
kiya baat hai pata nahi dil kyun udaas hai

her lamha hai haseen nayi dilkashi ke sath

chahat bhi hai sakoon bhi hai dil-bari bhi hai
aankhon mein khwaab bhi hain labon per hansi bhi hai

dil ko nahi koi shikayat kisi ke sath

socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai mager
ab aur kis talash mein bechain hai nazar
kudarat bhi meharbaan hai dariya-dilli ke sath

yun to gazar raha hai her pal khushi ke sath

Thursday, June 12, 2008

Bikhar Jaunga

Itna toota hoon ke chhune se bikhar jaunga
Ab agar aur dua doge to mar jaunga
Har tarf dhund hai jugnu hai na chirag hai
Kaun pehchanega basti mein agar jaunga
Zindagi mein bhi musafir hoon teri kashti ka
Tu jahan mujhse kahegi main utar jaunga
Reh jayengi guldano mein yaadon ki nazar
Main to khushboo hoon fizaon mein bikhar jaunga

Wednesday, June 11, 2008

Urdu Shayari - Urdu Sher - Urdu Ghazal

Urdu Shayari - Urdu Sher - Urdu Ghazal

jaata hoon tere dar se
mujhko tum bhula dena
ho sake to aisa bhi karna
bahut dinon tak ilzaam na dena

thoda pyaar bhi yaad rakhna
thodi muskaane bhi
aye mere haseen dost
mujhko sirf ilzaam na dena

teri yaad pal pal sataayegi
phir zindagi is patte ko udaa le jaayegi
jaata hoon tere dar se
mujhko tum bhula dena

kaash kuch din aur hote kismat mein
kaash main adna insaan na hota
jaata hoon tere dar se
mujhko tum bhula dena

tera dard ab na baat paoonga
teri kismat phir kahan sanwaar paoonga
jaata hoon tere dar se
mujhko tum bhula dena

ho sake to kabhi mujhe maaf kar dena
ho sake to mere liye
apne aansoo khud ponch lena
jaata hoon tere dar se
mujhko tum bhula dena

ZINDAGI KA SACH

zindgi ke safar main koi bhi rasta nahi deta
zameen wakif nahi banti falak saya nahi deta
khushi or dukh ke mosam subke apne apne hote hein
kisi ko apne hisay ka koi lamha nahi deta

udasi jiske dil main ho usi ki neend urti hei
kisi ko apni ankhon se koi sapna nahi deta
uthana khud he parta hei thaka toota badan apna
ke jab tak sans chalti hei koi kandha nahi deta

Friday, June 6, 2008

EHSAS-E-MUHABBAT - Romantic Ghazal

Apne ehsas se choo kar mujhe sandal kardo

Mai to sadiyon se adhoori hoon mukammal kardo

Na tumhe hosh rahe na mujhe hosh rahe

Is tarah toot kar chaho ki mujhe pagal kardo

Dhoop hi dhoop hoon is tarah toot ke barso mujh par

Mai to sehra hoon mujhe peyar ka badal kar do

Wednesday, June 4, 2008

Yadoon ka mausam nahi...

Har ishq ka matlab gam nahi hota,
Duriyo se pyar kam nahi hota,
Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,
Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.

Yadoon ka mausam nahi...

Har ishq ka matlab gam nahi hota,
Duriyo se pyar kam nahi hota,
Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,
Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.

KHUDA SALAMAT RAKHE...

khuda salamat unhe rakhe nafrat jo hamse karte hai:
pyar nahi nafrat hi sahi per kuch to hamse karte hai"

Aap pe qurban meri...

Aap pe qurban meri...

Chale gaye hain

Chale gaye hain

Tuesday, June 3, 2008

Aaj badi tanhai hai - Sad Romantic Ghazal

Aaj bouhat hai pani barsa aaj badi tanhai hai

Aise me kiyoin aye jaane tamnna yaad tumhari ayi hai

Kaise dil ke dard sahe kaise ashk aankhon se kahen

Abhi to dil ke zakham naye hain ispar ye purwayi hai

Tees hai dil me dard jigar me aankhen nam our tanhai hai

Is liye bina kuch likhe hi kora kagaz bheja hai

Khat ko agar koi padhlega is me ham dono ki ruswai hai